The 100 Most Inspiring Quotes on Life, Love & Happiness | Unique Quotes
We as a whole need to be content, correct? These bliss quotes are the spot to begin your interest.
All things considered, life is better when we're blissful and feel good.
Best Statements About Satisfaction to Assist You With feeling Perfect..
Best Blissful Statements to Light Up Your Life.
Bliss as a rule feels brief. Our snapshots of rapture are only that, minutes. All things considered, there are so often in the day when we're not having good sentiments (when you're focused on working or getting through a tumultuous drive). Yet, there are still seemingly insignificant details you can do to help yourself to remember every one of the great times, and mix your day with a minuscule flash of euphoria, regardless of whether you're feeling very worried or blue. These statements about joy are an extraordinary beginning.
"Bura dost aag li trah hota hai agr khud jalla tu ap ko lapait ma ly ga agr bujh bhi gya tu ap k hath kaaley kar dy ga. "
"Jahan izzat, sachai aur khaloos nazar aye wahan dosti ka hath barhao, warna tumari tanhai tumhari behtareen dost hai."
"Aik he din ko aik hi tariqey sy saath, sattar saal jee lena zindgi nahi. amazing quotes in urdu"
"Gharoor aur ghaflat ka nasha shrab dy bhi zyada hota hai jo is nashey ma mubtila hu jata hai woh jald hosh ma nahi aata."
Alfaz ka intakhab soch samjh kar karein ap k alfaz ap ki tarbiyat, khandan aur ap k maazi ka pta dety hain.
"Koi tum sy bhalai ki umeed karey tu ussey mayoos mat karo logon ki zarorton ka tum sy wabasta hona, khuda ki tum par anayat hai."
"Ap k chotey ap k naqshey qadam par chaltey hain ap ki nasihaton par nahi."
Shak ki dheemak sadion puraney tahluq ko hamesha k lye khokhla kar deti hai.
Jo saanp apni khaal nahi badal sakta woh maflooj hu jata hai, aur jo log apni soch nahi badal sakty un k zehan maflooj hu jatey hain. amazing quotes in urdu
Rishtey khrab honey li wja ye bhi hai k log jhukna pasand nahi kartey.
Samajhdar woh nahi jo barhi barhi batein karey balkey woh hai jo choti choti baton ko samjhey."
"Agr niyaton ka assal chehron par nazar aaney lagta tu muhashrey ka har fard naqab karney par majbor hu jata."
"Kashti sehra par sab sy zyada mehfooz hoti hai lakin kashtian sehra k lye nahi bnai jatein."
"Zindgi ka waisey hona jesa tum chahtey hu kasey mumkin hai? Jab na tum apni marzi sy paida huey aur na apni marzi sy marrey."
"Paisey ka sath sirf mout tak aur apni ka sath sirf qabar tak hota hai lakin apni zindgi ma kye huey achey kam marney k bad bhi sath dety hain."
"Beti, barish aur bemari zyada der tak rahey tu sab pareshan hu jatey hain."
"Talaq mard deta hai aur dagh aurat k mathey par lagta hai, chahey is ma aurat ka qasoor hu ya na hu, mard sy koi nahi pochta k, beta tum ny apni bewi ko talaq kyon de lakin aurat ko qadam qadam par ye ehsaas dilaya jata hai k tum he achi bewi banney k laiq nahi."
Agr tum ko koi chota dikhai dy raha hai tu us ki do wajohat hain ya tum ussey dor sy dekh rahey hu ya gharoor sy.
%20-%20Copy.jpeg)
Ham us muhashrey ka hissa hain jahan sarkari mulazam kam na karney ki tankhua aur kam karney ki rishwat leta hai.
"Mard ka gunah talab ma kankar ki trah dhoob jata hai aur aurat ka gunha sark umar kanwal k phool ki manand terta rehta hai."
"Agr tum ko koi chota dikhai dy raha hai tu us ki do wajohat hain ya tum ussey dor sy dekh rahey hu ya gharoor sy."
Logon ko itni ahmiat do jitni woh tumein dety hain zyada do gy tu log tum ko mamoolo samjhein gy aur agr kam do gy tu kam zarf kehlao gy.
Kisi ki khamian talash karna insan ko us makhi ki trah bna deta hai jo insan k saaf jism ko chorh kr sirf zakhmon pr ja kar bethti hai.
0 تبصرے