Top 100 Hazrat Ali Quotes in Urdu With HD Photos | Top Hazrat Ali Quotes in Urdu
We have gathered Hazrat Ali Quotes in Urdu for all looking for some best ways Islamic saying for spending good life
Best Imam Hazrat Ali Quotes & Sayings In Roman Hindi Urdu English Including Ali Ibn Abi Talib Quotes, Islamic Quotes, Maula Ali Ke Kaul,
These quotes reflect Hazrat Ali's (R.A) deep understanding of the human condition and his commitment to compassion and justice. Sayings Of Hazrat Ali
Best Imam Hazrat Ali Quotes & Sayings In Roman Hindi Urdu English Including Ali Ibn Abi Talib Quotes, Islamic Quotes, Maula Ali Ke Kaul,
These quotes reflect Hazrat Ali's (R.A) deep understanding of the human condition and his commitment to compassion and justice. Sayings Of Hazrat Ali
FOR BEST QUOTES COLLECTION CLICK HERE
Apney din ka aghaz sadqa deney sy sharo karo, us din tumari koi dua rad nahi ki jae gi.
Allah sy jab bi dua maango tu muqaddad maango aqqal ni kyon k ma ny buhat sy aqqal walo ko muqaddad walon k dar par dekha.
Soraj ki kirnein zameen par parhney sy pehly neend sy uth jaya karo kyon m us waqt rizq taqseem kya ja raha hota hai. Hazrat Ali Quotes In Urdu
Agr tum seedhy rastey par hu aur tum kisi mushkilat ka samna nahi kar rahey kuch der k lue hu skta hai k tum ghalt rastey par hu kyon k seedha rasta mushkilat sy bharpoor hota hai.
Dost ko dolat ki nigah sy mat dekho wafa karney waley dost aksar ghareeb hotey hain
Jo shakhs dunya ma kam hissa leta hai woh apney lye rahat ka samaan barha leta hai aur jo dunya ko zyada samaitta hai woh apney lye tabah kun cheezon ka izafa kar leta hai.
Kabhi tum dosron k lye dil sy dua maang kar dekho tumein apney lye maangney ki zarorat nahi parhey ga.
Beshak aqqal mand woh shakhs hai jo apni nafsani khuahishon ko rokta aur ghussa k waqt josh ko mitata aur us ka qilla qamah karta hai.
Pareshani halaat sy ni khiyalat sy paida hoti hai.
Jab tumhari jan ko khatra hu tu sadqa dy kar jan bachao aur jb tumharey deen ko khatra hu tu Jan dy kar deen bachao. Hazrat Ali Quotes In Urdu
Hiras sy kuch rozi nahi barhti magr aadmi ki qeemag ghatt jati hai.
Insan zindgi sy mayoos hu tu kamyabi bhi nakami nazar ati hai.
Dunya ma sab sy mushkil kam apni islah karna aur asaan kam dosron par tanqeed karna hai.
Insan ki achi niyyat par woh inham milta hai jo achey ahmaal par bhi nahi milta, kyon k niyyat ma dikhawa Nahi hota.
Ilm k siwa dosri baton ma ghor o fikar karna fazool hai. Hazrat Ali Quotes In Urdu
Tanhai ma gunah sy bacho kyon k us ka guwah Allah ta ala khud hai.
Kisi k khaloos aur pyar ko us ki bewaqoofi mat samjho warna kisi din tum khaloos aur pyar talash karo gy aur log tumein bewaqoof samjhein gy.
%20-%20Copy.jpg)
Shehad k siwa har meethi cheez ma zehar hai aur zehar k siwa har karhwi cheez ma shifa hai.
%20-%20Copy.jpg)
Momin woh ni jis ki mehfil paj hu momin w
oh hai jis ki tanhai pak hu.
Allah k nazdeek kisi insan ki izzat jitni zyada hoti jati hai us ka imtehan bhi ussi qadar sakht hota jata hai.Nafrat dil ka pagal pan hai.
Teen chezein insan ko Allah sy door karti hain:- 1_ apney amal ko zyada samajhna 2_ apney gunahun ko bhool jana 3_ apney ap ko sb sy behtar samajhna.
Hikmat momin ki khoi hui cheez hai, hikmat khuwah munafiq sy milley ky lo.
Logon sy yad na karney ka shikwah mat karo kyon k jo insan apney rab ko bhool sakta hai woh sab ko bhool sakta hai.
%20-%20Copy.jpg)
Dosti karna itna asaan hai jasey matti sy matti par matti likhna laikin dosti nibhana itna mushkil hai jasey pani sy pani par pani likhna.
Hazrat Ali quotes ideas in Urdu
Hazrat Ali's sad quotes in Urdu
Hazrat Ali quotes in Urdu English
Hazrat Ali quotes in Urdu 2 lines
Hazrat Ali quotes in Urdu copy paste
khamoshi hazrat ali quotes in Urdu
Hazrat Ali quotes in Urdu English
Hazrat Ali quotes in Roman Urdu
Hazrat Ali quotes about friendship in
Roman English
Hazrat Ali quotes about wife in Urdu
Hazrat Ali quotes about husband and wife
0 تبصرے